Kaleja Hai Hazir - Rajjo Lyrics


Kaleja Hai Hazir

(Kaleja hai hazir khanjar kaha hai - 2
Meri jaan le le tu kyu pareshan hai) - (2)
Kaleja hai hazir

Mehndi ke sapno me man mera khoya
In haatho ko maine lahu me duboya
Kisi dil me aisi jurrat kaha hai
Lahu se likhi gayi ye dastan hai

Kaleja hai hazir khanjar kaha hai - 2
Meri jaan le le tu kyu pareshan hai
Kaleja hai hazir

Ho
Mohabbat ko meri zakhmo ne pala
Mohabbat ko meri
Mohabbat ko meri zakhmo ne pala
Dil ko jala ke kia hai ujala
Mujhe lene aayega mera sanwariya
Mai aaj nachungi hoke banwariya
Hoke banwariya hoke banwariya

Kaleja hai hazir khanjar kaha hai haye
Kaleja hai hazir khanjar kaha hai
Meri jaan le le tu kyu pareshan hai - 3

1 Comments