Mere Dil Ki Train - Rajjo Lyrics


Mere Dil Ki Train

(Tu ru tu ru tu tu ru tu tu tu tu tu
Tu ru ru ru tu tu ru ru ru ru) - (2)

Mere dil ki achcha
Mere dil ki train oho
Mere dil ki train bulati hai
Bulati ha bulati hai
Tere naam ki kya baat hai yaar
Tere naam ki siti whistle
Tere naam ki siti bajati hai
Bajati hai bajati hai
Meri rajjo rajjo meri rajjo rajjo - 3
Tu aaja tu aaja tu aaja aaja aaja aaja

Mere dil ki train bulati hai
Bulati ha bulati hai
Tere naam ki siti bajati hai
Bajati hai bajati hai

Do raat pehle chandu tu jahan tha
Jo bhi ho raha tha lut jayega tu sale
Maine to kaha tha

Ban gaya aashiq tera
Mai to pehli baar me
Kat-te hai lamhe mere
Ab to intezar me
Kya batau haal-e-dil
Kya mai kahu halat meri
Saanso ki ye bansuri
Japti hai mala teri
Tu aaja tu aaja tu aaja aaja aaja aaja

Mere dil ki train bulati hai
Bulati ha bulati hai
Tere naam ki siti bajati hai
Bajati hai bajati hai

Keh raha hai raat din
Ab mera diwanapan
Mai banaunga tujhe
Apni yaado ki dulhan
Tu ru tu ru oo - 3

Keh raha hai raat din
Ab mera diwanapan
Mai banaunga tujhe
Apni yaado ki dulhan
Ab meri tanhai me
Bajti hai shehnaiya
Chumta hu khwab me
Ab teri parchhaiya
Tu aaja tu aaja tu aaja aaja aaja aaja

Mere dil ki train bulati hai
Bulati ha bulati hai
Tere naam ki siti bajati hai
Bajati hai bajati hai

Meri rajjo rajjo meri rajjo rajjo - 2
Tu aaja tu aaja tu aaja aaja aaja aaja

Mere dil ki train bulati hai
Bulati ha bulati hai
Tere naam ki siti bajati hai
Bajati hai bajati hai

La la la la le hey hey hey
Tu ru ru tu tu
Tu ra ra ra ra
La la la la ra la la la
Rajjo ji mai aaya re

2 Comments