Nakhredaar Banno - Sehar Lyrics


Nakhredaar Banno

nakhredar banno - 3
aayi piya nakhredar banno aayi piya
mehke saari ratiya yu hi piya - 2
yeh pyaari si dulhan - 2 kaisi piya
yeh pyaari si dulhan kaisi piya
yeh pyaari si dulhan waisi piya
jaisi bijuri chamak gayi, ha ha piya
is banni ka ghoonghat - 2 kaisa piya
is banni ka ghoonghat kaisa piya
is banni ka ghoonghat waisa piya
jaise chanda pe badra, ha ha piya

is dulhan ki ankhiyan - 2 ankhiya
is dulhan ki ankhiyan kaisi piya - 2
jaise jungle ki hirni, o re piya - 2
is banno ki batiya - 2 kaisi piya
is banno ki batiya waisi piya
jaise chudi khanak gayi ha ha piya - 2
nakhredar banno aayi piya - 2
mehke saari ratiya yu hi piya - 2
nakhredar banno aayi piya

nakhredar banno aayi piya - 2
mehke saari ratiya yu hi piya - 2
yeh pyaari si dulhan kaisi piya - 2
jaisi bijuri chamak gayi ha ha piya - 2
nakhredar banno aayi piya - 5........

3 Comments